Tajdar E Haram
qismat mein meri chain say jeena likh day
dobay na kabhi mera safina likh day
jannat bhi gawara hai magar mere liyeh
ay Qatib-e-tadqeer madina likh day
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
hum ghareebon k din bhi sanwar jain gay
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam…
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam… (tones down)
chashm-e-rehmat bakusha soo-e-manandaaz nazar
ay qureshi laqabi hashmi o muttalabi
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam ho karam
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
taajdaar-e-haram ho aaaa
ya rasool allah ba-elwale kharab e mabqi???
roo bakha pukhta dam azsharm e isya bar zameen
muzna becho mun na bashad dar tamami ummatad
rehm kun ber halima ya rehmat allil alameen
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
kya tum se kahoon ey arab ke kuwar, tum janat ho mun ki batiya
dar khurka to, ay ummi laqab kate na katak hai ub rakhiya
tori preet mein sud bud sub bisri, kab tak yeh rahay gi bekhabari
kahay maskan tundeeda??? nazar kabhi sun bhi to lo hamri batiya
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam ho karam
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
taajdaar-e-haram ho aaaa
kehna… (background… ya rasool allah)
kehna sada… aaa (background… ya rasool allah)
kehna sada huzoor se…
kehta hai ik ghulam bus ik nazar ho aik nazar ka sawal hai
ya mustafa ya mustafa ya mustafa ya mujtaba irham lana irham lana
dast e hama bechara ra dama tu he dama tu he
mun asiyam mun ajizam mun bekasa aale wara
ya shafa e roze jaza pursaan tu he pursan tu he
ey mushq bezam barzisha baiqe naseere subah dam
ey charagar essa nafas ey mulis e beemar e gham
ey qasid e farkhunda pe tujh ko usi gul ki qasam
innal bayari hassaba youmal ila ardil haram
barrigh salami rouzatam fean nabiyal mohtaram
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam ho karam
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
taajdaar-e-haram ho aaaa
taajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam
hum ghareebon k din bhi sanwar jain gay
hami e beqasa kya kahay ga jahaan
aap ke dar se khaali agar jain ge
koi apna nahi gham ke maray hein hum
aap ke dar pe faryaad laye hein hum
ho nigah e karam warna choukhat pe hum
aap ka naam le le ke mar jain ge
ho nigah e karam…
maikasho aao aao madina chalein
aao madine chalein aao madine chalein…
dukh dard o alam sub kat’te hein hasnain ke sadqe bat’te hein
maikasho aao aao madina chalein
aao madine chalein aao madine chalein…
tajallion ki ajab hai faza madine mein
nigah-e-shouq ki hai intiha madine mein
gham-e-hayat na khouf-e-qaza madine mein
namaaz-e-ishq karin ge adaa madine mein
idhar udhar na bhatak’te phiro khuda ke liyeh
barah-e-rast hai raah-e-khuda madine mein
madein chalein aao madine chalein aao madine chalein
maikasho aao aao madina chalein dast-e-saqi-e-kauser se pene chalein
yaad rakho agar uth gayi ik nazar, jitne khali hein sub jaam bhar jain ge
khouf-e-toofan hai bijlion ka hai dar, sakht mushkil hai aaqa kidhar jain hum
aap he gar na lain ge hamari khabar, hum musibat ke maray kidhar jain ge
taajdar e haram…
Yorumlar
Henüz yorum yapılmamış.