Aqib Farid-Allah Humma Salli Ala
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin

Wa ala aalihi wa sahbihi wa barik wa sallim

Allah parta hai durood apne habib per
Allah parta hai durood apne habib per
Rehman jo karta hai wo tum bhi kiya karo
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Sarwar kahoon ke malik o moula kahoon tujhe

Baghe khalil ka gule zeba kahoon tujhe
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Rukhe mustafa woh kitab hai jo muhabatoon ka nisab hai

Yehi peshe nazar rahe mere
Yehi peshe nazar rahe mere
Yehi raat din main parha karu
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Hai ye aarzu jo ho surkh ruh mile do jahaan ki aabru
Ai ye aarzu jo ho surkh ruh mile do jahaan ki aabru
Main kahoon ghulam hoon aap ka
Main kahoon ghulam hoon aap ka
Woh kaheen k ham ko qabool hai
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Khalk e nabi se main ne sab kuch hai pa liya

Mera naseeb mere
Mera naseeb mere
Nabi ne jaga diya
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Aisa kareem aisa sakhi our kon hai
Aisa kareem aisa sakhi our kon hai
Mangta jo aya maang ne
Mangta jo aya maang ne
Sultan bana diya
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Wa ala aalihi wa sahbihi wa barik wa sallim
Allah humma salli ala sayyidina wa maulana Muhammadin
Aqib Farid
Sitemizde sanatçıya ait toplam 3 eser bulunmaktadır. Sanatçının sayfasına gitmek için tıklayın.

Yorumlar
Henüz yorum yapılmamış.