İlahi arişivimize hoşgeldiniz...

Aqib Farid-Muhammad Ka Roza

Muhammad Ka Rozza Kareeb A Raha Hai
Bulandi Pe Apna Naseeb Araha Hay
Muhammad Kaa Roza Kareeb Araha Hai
Bulandi Pe Apna Naseeb Araha Hay

Main itna sa kehna chahta hoon un ko
Meri khamoshi bhi kehti hai unko
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai

Madina madina madina madina
Bara lutf deta hai naam e madina
Madina madina madina madina
Bara lutf deta hai naam e madina

Wafa Tum Na Dekho Gay Hargiz Kisi Mein
Zamana Woh Aesa Qareeb Araha Hay
Hifazat Karo Apnay Imaan o Deen Ki
Zamana Woh Aesa Ajeeb Araha Hay

Muhammad Ka Rozza Qareeb A Raha Hai
Bulandi Pe Apna Naseeb A Raha Hai

Farishto Ye De Do Paighaam Unko
Khabar Ja Kay Dedo Unko Farishto
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa raha Hai
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa raha Hai

Madina madina madina madina
Bara lutf deta hai naam e madina
Madina madina madina madina
Bara lutf deta hai naam e madina

Tumhain Kuch Khabar Hai Kahan Ja Raha Hoon
Rasool e Khuda Hain Wahaan Ja Raha Hun
Tumhain Kuch Khabar Hai Mai Kiya Paa Raha Hoon
Mohabbat Ka Unki Maza pa raha Hoon

Chalo Jaa Ke Rehna Madinay Mein Ab Tou
Qayamat Ka Manzar Qareeb Araha Hay
Main itna sa kehna chahta hoon un ko
Meri khamoshi bhi kehti hai unko
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha Hai

Madina madina madina madina
Bara lutf deta hai naam e madina
Madina madina madina madina
Bara lutf deta hai naam e madina

Aqib Farid

Sitemizde sanatçıya ait toplam 3 eser bulunmaktadır. Sanatçının sayfasına gitmek için tıklayın.

Yorumlar

Henüz yorum yapılmamış.

Yorum Yaz

Bu site istenmeyenleri azaltmak için Akismet kullanır. Yorum verilerinizin nasıl işlendiğini öğrenin.