Dawar Farooq Dar-Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Raheemo Ya Rehman
Ya Adilo Ya Mannan
Ya Hafeezo Ya Sattar
Ya Wahido Ya Ghaffar
Ya Maliko Ya Razzaq
Tu Khalik-e Har Khalaq
Ya Maliko Ya Razzaq
Tu Khalik-e Har Khalaq
Har raaz tujhe maloom
Har raaz tujhe maloom
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Be-misl hai tu la-raib
Tu ek hai tu be-aib
Tu zeest ka hai unwan
Tu shakir-e har udwan
Teri zaat hai Azz-o-Jal
Tu har mushkil ka hal
Teri zaat hai Azz-o-Jal
Tu har mushkil ka hal
Har simt hai teri dhoom
Har simt hai teri dhoom
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Main aajiz-e khaak-basar
Tu malik-e behr-o-bar
Main banda-e pur-taqseer
Tere haath meri taqdeer
Main aah karti reh khaak
Tu waris-e haft aflaak
Main aah karti reh khaak
Tu waris-e haft aflaak
Har simt hai teri dhoom
Har simt hai teri dhoom
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Wo Nabiyon ka Sardaar
Har aalam ka Mukhtaar
Tu saaz hai wo aawaaz
Tu raaz wo mehram-e raaz
Tu lafz hai wo ma’na
Tu hakim wo aurang
Tu lafz hai wo ma’na
Tu hakim wo aurang
Tu lazim wo malzoom
Tu lazim wo malzoom
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Ya Hayyu Ya Qayyum
Tune ata kiya, maine bhula diya
Tune phir se diya, na shukr kiya
Tune aur diya, deta hi raha
Deta hi raha
Muh modh liye daryaaon ke
Maine hawa mein udna seekh liya
Maine hawa mein udna seekh liya
Meri agli nazar sitaron par
Meri agli nazar sitaron par
Phir bhi main tere saharon par
Tere rang rang
Tere rang rang
Tere rang rang
Tere rang rang
Main jahan bhi jaaun duniya mein
Tere jalwe mere sang sang
Tere rang rang
Tere rang rang
Tere rang rang
Dawar Farooq Dar
Sitemizde sanatçıya ait toplam 3 eser bulunmaktadır. Sanatçının sayfasına gitmek için tıklayın.


Yorumlar
Henüz yorum yapılmamış.